Quiz Q & A - Imam Zamana (a.s.)

1.       Imam Mehdi [a s ] ke baazuo per kya naksh likha hai ?
Jaal Hakko wa Zahkal baatil innal Baatela kaana zahooka [sura bani Israael Ayat 80]
2.       Imam e Mehdi [a s ] ke alkaab bayan kare?
Baqiyatullah ,Hujjat,Khalfe saaleh,gareem,Qaem ,Mehdi,Muntazar
3.       Nafs e zakiyya ka Qatal kaha hoga ? 
Khaana e Kaaba ke paas Rukn aur makaam ke darmiyaan
4.       Imam e zamana [a s ] ki gaibat kiss nabi se mushabeat hai ?
janab e Yusuf Nabi se
5.       Wo koun the Jo Imam e Mehdi a.s ki Ziyarat k Shouq me 20 baar Haj per gaye aur Imam se mulaqaat karne me kamyab ho gaye the?
Ali Bin Mahziyar Ahwazi
6.       Imam e Zamana atfs ki Birth kaunse Nabi se Mushabeh hai ?
Hazrat Ibraeem a.s aur Hazrat Musa as.
7.       Imam e Zamana atfs ju Khat hume likhte hai usse kya kahte hai ?
Tauqi
8.       Kaunse Aleme Deen ki Wiladat Imame Zaman atfs ki Dua se hue the?
Shaikh Saduq a.r.
9.       Imam Zamana (a.s.) ke Kaunse Nayab e Khas 10th aur 11th Imam ki bhi Nayab the?
Janab Uthman bin Saeed al Amri a.r.
10.    Woh Kounsi Ziyarat hai ju Imam e Zamana atfs se Jisme Karbala ki shahidu ka Zikr hua hai?
Ziyarat e Nahiya
11.    Wo konsi mashoor kitab hai jisme gaibate Imam Zamana (a) me humari zimmmedariyan bayan ki gayee hai?
Mikyalul makarem, by- Ayatullah Mohammed Taqi Isfehani
12.    Imam Zamana (a.s. ) ke zikr par sarr par haath rakhna kiss imam a.s. ke tariqe ke baad raa’ej huwa?
Imam Ali Raza(a.s) ki sunnat ke taur par

No comments