Ay Husian (a) Al wida ke ma'ni, Imam Husain (a) ko Al wida kehna nahi..


Video- https://youtu.be/MS1oIZeRdSc

Saug badhane  ke unwan se al wida iss baat ka lazemah nahi ke al wida kehne wala Imam Husain (a) ko agle saal tak ke liye al wida keh raha hai jaisa ke;

1. Hajj wa umrah se wapas aane wala tawafe wida karta hai tou iss niyyat se nahi karta ke aain'da kabhi hajj wa umrah ke liye nahi aae'ga.

2. Jis tarah harame ma'soomen (a) se watan wapas aane wale ke liye hukm hai ke Ziyarate Wida padho uska ye ma'ni nahi hota

3. Jis tarah aashure ke roz salame aakhir padhne ke mani ye nahi hote ke ab agle saal Imam Husain (a) ke khanwade ko salam arz karenge. oon ma'ni me koi al wida nahi kehta.


Bal'ke Al wida ke ma'ni ye hote hai ki jis shiddat ke sath ye azadari inn ayyame me barpaa ki hai, ab Allah ki di huwi taufeeq se Aa'inda saal bhi isee shiddat se Anjaam doo'ga.. (InshaAllah)


No comments