Eid-e- Zehra Kyo manate hai?
Huzaifa (r.a.) kehte hai; 9 Rabiul awal ko maine Ameerul momeneen (a.s.) ko dekha ke apne farzando Imam Hsasn (a.s.) aur Imam Husain (a.s.), Rasulallah (s.a.w.) ke sath giza naush farma rahe hai aur payambar (s.a.w.) dono ke chehro ko dekh kar muskurate hai aur apne beto' se farmate hai; Khao tum dono ke aaj ka deen mubarak hai kyu ke aaj ka deen woh deen hai ke khuda wande aalam iss deen tumhare jadd ke dushman ko halaq karega aur tumhari maa ki dua qabul farmayega.
Khao! ke aaj hi ke deen kalame khuda tehkeek payega (yehi hai ki jin ke ghar unke zulm ki wajah se viran ho gaye). Khao! Yehi woh deen hai ke mabguzz tareen shakhs ki shan wa shaukat khaak me milegi.
Khao! ke aaj ke deen khuda wande aalam tamaam (dushamno ke) aamal ko layega aur unko misle rui udaa dega.
(Ref- Tarikhe kholofa jild3, safa50, Al anwareul nomaniya jild1, safa108, Beharul anwar jild31, safa119 wa jild 98, safa351)
For more details in english visit- http://www.marefateahlebait.com/miscellaneous/9-rabi-al-awwal

Post a Comment