Kya Mohammed Wa Aale Muhammed (s) se Dua ki darkhwast shirk hai?

Sawal Kya Mohammed Wa Aale Muhammed (s) se Dua ki darkhwast shirk hai?

Image result for ask imam mahdi

Jawab - Agar koi hajaat ke liye oon naano ko pukarna shirk samje tou woh tauheed wa shirk ki hado'n se aagah nahi hai. Tauheed ki taraf rahbari karne wale oon naamo ko pukaarna aine tauheed samajte hai. Inn se hajaat talab karna, sifaarish ki darkhwast hai aur wo iss kaam ke liye Allah se Ijaazat yaafta hai.

(Kitaab: Masaele E'eteqadi, sawal#18, jild-1, safa-16. Ayatullah Sheikh Jafar Subhaani)

No comments