Quiz Q & A - Imam Zamana (a.s.)
1. Imam Mehdi [a s ] ke baazuo per kya naksh likha
hai ?
Jaal Hakko wa Zahkal baatil innal Baatela kaana zahooka [sura bani Israael Ayat 80]
Jaal Hakko wa Zahkal baatil innal Baatela kaana zahooka [sura bani Israael Ayat 80]
2.
Imam e
Mehdi [a s ] ke alkaab bayan kare?
Baqiyatullah ,Hujjat,Khalfe saaleh,gareem,Qaem ,Mehdi,Muntazar
Baqiyatullah ,Hujjat,Khalfe saaleh,gareem,Qaem ,Mehdi,Muntazar
3.
Nafs e
zakiyya ka Qatal kaha hoga ?
Khaana e Kaaba ke paas Rukn aur makaam ke darmiyaan
Khaana e Kaaba ke paas Rukn aur makaam ke darmiyaan
4.
Imam e
zamana [a s ] ki gaibat kiss nabi se mushabeat hai ?
janab e Yusuf Nabi se
janab e Yusuf Nabi se
5.
Wo koun the
Jo Imam e Mehdi a.s ki Ziyarat k Shouq me 20 baar Haj per gaye aur Imam se
mulaqaat karne me kamyab ho gaye the?
Ali Bin Mahziyar Ahwazi
Ali Bin Mahziyar Ahwazi
6.
Imam e
Zamana atfs ki Birth kaunse Nabi se Mushabeh hai ?
Hazrat Ibraeem a.s aur Hazrat
Musa as.
7.
Imam e
Zamana atfs ju Khat hume likhte hai usse kya kahte hai ?
Tauqi
8.
Kaunse Aleme
Deen ki Wiladat Imame Zaman atfs ki Dua se hue the?
Shaikh Saduq a.r.
9.
Imam Zamana
(a.s.) ke Kaunse Nayab e Khas 10th aur 11th Imam ki bhi Nayab the?
Janab Uthman bin Saeed al Amri
a.r.
10. Woh Kounsi Ziyarat hai ju Imam e
Zamana atfs se Jisme Karbala ki shahidu ka Zikr hua hai?
Ziyarat e Nahiya
Ziyarat e Nahiya
11.
Wo konsi
mashoor kitab hai jisme gaibate Imam Zamana (a) me humari zimmmedariyan bayan
ki gayee hai?
Mikyalul makarem, by- Ayatullah Mohammed Taqi Isfehani
Mikyalul makarem, by- Ayatullah Mohammed Taqi Isfehani
12.
Imam Zamana
(a.s. ) ke zikr par sarr par haath rakhna kiss imam a.s. ke tariqe ke baad
raa’ej huwa?
Imam Ali Raza(a.s) ki sunnat ke taur par
Imam Ali Raza(a.s) ki sunnat ke taur par
Post a Comment