Imam Zamana (a.s.) se mutallik chand sawal-o jawab

SAWAL-JAWAB

๐Ÿ”’ 1) ๐Ÿ‘‰ Imam Mehdi (atfs) ka kounsa laqab Quran me Maujood hai ?

๐Ÿ…ฐ ๐Ÿ”‘ 1) *Baqiyatullah.*

๐Ÿ”’ 2) ๐Ÿ‘‰ Imam E Mehdi (atfs) ke Baazu per Quran ki kounsi Aayat likhi hui thi?

๐Ÿ…ฐ ๐Ÿ”‘ 2) *Imam a.s. ke Baazu per Quran ke Surah Bani Israeel ki 81 Aayat likhi hui thi*

_WA KUL JAAL HUQQO WA ZAHKAL BATILO INNAL BATILA KAANA ZAHOOKA_

๐Ÿ”’ 3) ๐Ÿ‘‰ Imam e Zamana (atfs)ne kitni Gaibat ikhteyaar ki thi kaun kaunsi?

๐Ÿ…ฐ ๐Ÿ”‘ 3) *2 Gaibat*
_Gaibat e Sugrah aur Gaibat e Kubrah_

๐Ÿ”’ 4) ๐Ÿ‘‰ Koun Sa Shehar Imam e Mehdi a.s ka Darul khilafat hoga?

๐Ÿ…ฐ ๐Ÿ”‘ 4) *Kufa.*

๐Ÿ”’ 5) ๐Ÿ‘‰ Wo koun the Jo Imam e Mehdi a.s ki Ziyarat k Shouq me 20 baar Haj per gaye aur Imam ki Ziyarat karne me kamyab ho gaye the

๐Ÿ…ฐ ๐Ÿ”‘ 5) *Ali Bin Mahziyar Ahwazi.*

๐Ÿ”’ 6)๐Ÿ‘‰ Imam e Zamana atfs ki Birth kaunse Nabi se Mushabeh hai ?

๐Ÿ…ฐ ๐Ÿ”‘6)
*Hazrat Ibraeem a.s aur*
*Hazrat Musa as.*

๐Ÿ”’7) ๐Ÿ‘‰ Imam e Zamana atfs ki Gaibat kaunse Nabi se Mushabeh hai?

๐Ÿ…ฐ ๐Ÿ”‘7)
*Hazrat Yusuf a.s*
*Hazrat Yunus a.s*
*Hazrat Saleh as.*

๐Ÿ”’8) ๐Ÿ‘‰ Jise Imam e Zamana atfs 5 Saal ki Umr me Imamat ki ude pe Aye waise aur kaunse Imam kaam Umr me aude Imamat per Aye?

๐Ÿ…ฐ ๐Ÿ”‘8) *Imam Mohammad Taqi a.s*
*Imam Ali Naqi a.s.*

๐Ÿ”’9) ๐Ÿ‘‰ Imam e Zamana atfs ku ju Khat hum likhte hai usse kya kahte hai ?

๐Ÿ…ฐ ๐Ÿ”‘ 9) *Aariza*

๐Ÿ”’10) ๐Ÿ‘‰ Imam e Zamana atfs ju Khat hume likhte hai usse kya kahte hai ?

๐Ÿ…ฐ ๐Ÿ”‘ 10) *Tauqi*

๐Ÿ”’11) ๐Ÿ‘‰ Imam e Mehdi (atfs ) ne waqt e wiladat kounsi Aayat ki Tilawaat ki thi?

๐Ÿ…ฐ ๐Ÿ”‘ 11) *Sureh qasas ki ayat 5*
*Wa nurido inna munna alal lazina .......*

๐Ÿ”’12) ๐Ÿ‘‰ Kaunse Aleme Deen ki Wiladat Imame Zaman atfs ki Dua se hue the?

๐Ÿ…ฐ ๐Ÿ”‘12) *Shaikh Saduq ar.*

๐Ÿ”’13) ๐Ÿ‘‰ Kaunse Nayab e Khas 10th aur 11th Imam ki bhi Nayab the?

๐Ÿ…ฐ ๐Ÿ”‘13) *Janab Uthman bin Saeed al Amri ar.*

๐Ÿ”’14) ๐Ÿ‘‰ Woh Kounsi Ziyarat hai ju Imam e Zamana atfs se Jisme Karbala ki shahidu ka Zikr hua hai?

๐Ÿ…ฐ ๐Ÿ”‘14) *Ziyarat e Nahiya.*

๐Ÿ”’15) ๐Ÿ‘‰ Janabe Narjis Khatoon sa Aur Teen Naam bataye?

๐Ÿ…ฐ ๐Ÿ”‘15) *Janabe Samana sa*
*Janabe Susan sa*
*Janabe Malika sa* 


No comments