Eid e Muhahela se mutallik Q & A

Q1 - Masjide Mubahala kis shahr me hai?
A- Madina me

Q2- Eid-e Mubahala ke din kis makhsoos ziyarat ko padhne ki taqid ki gayee hai?
A- ZiyarteJame'a

Q3- Eid-e Mubahala ke agle din yani 25 Zilhajj ko kauna azeem waq'ea huwa?
A- Sura Dahar, Ahlebait (a.ms) ki shaan me nazil huwa

Q4- Eid-e Mubahala ke din kaunsi Dua padhne ki taqid ki gayee hai?
A- Dua e Mubahela ki

Q5- Eid-e Mubahela kiss san hijri ka waq'ea hai?
A- Hijri 10

Q6- Eid-e Mubahela kiss tarikh ko hai?
A- 24 Zilhajj
24th Zilhajj, Eid al-Mubahila: The Historical Occasion of the ...


 

No comments