Imame Jamaa't ke kya shara'et hai?
Question: asslamualekum q,agr koi shakh rishwat dy kr teacher bana ho aur wo juma parai to kia us ki iqtida jaiz he?
Answer: Agar in me imam jamat ki sharait mujood hai to in k peche namaz perhe jasakte hai. Imam e jamat ki shriat ye hain. 1)Balig ho 2)aaqil ho 3)shia isna ashri ho 4)aadil ho 5)halal zada ho 6)namaz sahi parh sakta ho. Aadil honay ka matlab hai k insan wajibat ko anjam deta ho aur haram kamoo ko trk krta ho.
(Ref : Tauzeeh ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 1434)
Post a Comment