Namaz me Teesri-3 ya Chauthi-4 rakat ka shak ho to kya kare?

Question: As Salam-o-Alaikum Agar chothi rakat mae yeh shuk ho ja a k yeh tesri rakat hae ya chothi hae to kya zarori hae.

Answer: Namaz k doran jis waqt bhi kisi ko 3 rakat aur 4 rakat k darmian mai shak ho zaroori hai k ye samajh lai k 4 rakatain parhi hain aur namaz ko tamam karay aur baad mai aik rakat namaz e ehtiyat kharay ho kar ya 2 rakat beth kar parhay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1186)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).